Tuesday, February 9, 2010

Har gam ki dawa hai - dost

1. Har gam ki dawa hai - dosti
2. bhatko ke liye raasta hai - dosti
3.duniya ki bahar hai - dosti
4.chehre ka nikhar hai - dosti
5.zindagi ka khubsurat lamha hai - dosti
6.sitaro ki chamak se zada chamakdar hai - dosti
Isliye to kehte hai ke duniya me har cheez se zada bemesal hai ----- DOSTI

DOSTI
- KAHO TO EK LAFZ
-MANO TO BANDGI
-SOCHO TO GEHRA SAGAR
-DUBO TO ZINDAGI
-KARO TO AASAN
-NIBHAO TO MUSHKIL
-BIKHRE TO SARA ZAMANA
-SIMTE TO SIRF HUM TUM.

* zindagi se badkar yeh dosti,
har khushi se badkar yeh dosti,
hum kya kahe ki kya hai yeh dosti,
hum rahe na rahe par rahegi yeh dosti.*

* FURSAT kise hai rootne manane ki,
NIGAHE badal gai apne aur begane ki,
TUM na chodna hath dosti ka,
WARNA tamanna na rahegi dost banane


DETAIL www.uniqueinstitutes.org ,FOR JOB www.uniqueinstitutes.blogspot.com
for free advertisement www.pathakadvertisement.blogspot.com

About This Blog

Our Blogger Templates

Blog Archive

  © Blogger template The Professional Template II by Ourblogtemplates.com 2009

Back to TOP  

http://draft.blogger.com/config-amazon.g?blogID=8478170187801828689